India Ki Sabse Badi E Commerce Website Flipkart Ne Apne Customers ke New Year ke suru hone se pehle Ek kaas Gift Diya hai Billion Capture+. Comapny Ne Flipkart Billion Capture+ Smartphone Ko “Made For India” Branding ke Tehat Launch kiya hai. Flipkart Billion Capture+ SmartPhone Ko India Me hi Design kiya gaya hai. Ish New Smartphone Ko Flipkart Ke Billion Brand ke tehat Banaya Gaya hai. Ish Me Sabse Special hai Double Rear Cameras, Fast Charging aur Unlimited Cloud Storage.
Ab aaiye Jante hain Flipkart Billion+ Ke Kuch Kaas Special Features aur Price Ke Bare me.
Billion Capture+ Price
Billion Capture+ Jisme 3GB RAM aur 32GB Storage hai uska Price 10,999 Rupees hai
Billion Capture+ Jisme 4GB RAM aur 64GB Storage hai uska Price 12,999 Rupees hai. Ye Dono Phones Mystic Black aur Desert Gold Colour ke variant me aapko mil jayenge.
Launch Offee Ke tehat , Flipkart apne smartphones par No Cost EMI aur Bade Banks Ke Debit/Credit Card ke discounts bhi de rahi hai. Company ke anusaar Flipkart Billion Capture+ Smartphone Ki selling 15 November se start Ho jayegi.
Billion Capture+ Me ek 5.5 inch Full HD (1080×1920 Pixels) Display hai. Screen ki density 401 PPI hai aur yeh 2.5 D Dragon trail glass se coverd hai. Phone me Octacore Qullacom Snapdragon 625 Processor diya gay hai. Phone Ko 3GB ya 4GB RAM me available kiya jayega. Inbuilt Storage ke liye 32GB aur 64 GB ke do variant Milenge. Micro SD Card ka use kar ke Storage ko 128 GB tak Expand kiya jaa sakta hai. Agar Aap ish Smartphone Ko Purchase karte hain to Company ki traf Unlimited Cloud Storage aapko Milega.
Agar ish Phone ke Camera ki baat karein to Flipkart Billion Capture Plus me Dual Rear Camera Setup diya gaya hai. Phone Me 13 Megapixel (RGB) aur 13 Megapixel (Monochrome) ka sensor diya gaya hai Jo dual flash ke saath aata hai. Iske alawa ish Smartphone me 8 Megapixel ka Front camera bhi diya gaya hai.
Flipkart Ke Billion Brand ka ye smartphone Android 7.1.2 NUGA par chalega. Company ne Future me phone ko guaranteed android Oreo me update karne ka promise kiya hua hai. Ish Smartphone Me Power ke liye 3500 MAH ki battery hai Jo USB TYPE C charger Ko support karti hai. Company ka dawa hai ki ye Phone ke Battery ko Fast Charge karegi. 15 minute ki Charging me Battery Life 7 Hours ki milegi aur Full Charge hone par Battery do din tak chalegi.
Flipkart Billion Capture Plus Specification
BASIC INFORMATION
DISPLAY
CAMERA
SENSORS AND FEATURES
keypad type:Touchscreen Multi touch: Yes Light Sensor: Yes Proximity Sensor: Yes G (Gravity) Sensor: NA Finger print sensor: NA Orientation Sensor: NA Accelerometer: Yes Compass: NA Barometer: NA Gyroscope: NA
TECHNICAL SPECIFICATIONS